Type Here to Get Search Results !

अधूरा इश्क से लगता हूं hindi love shayari


अधूरा सा💕 इश्क़ हूं मैं...कोई 😅😄मुकम्मल💕💕 प्यार 💪थोड़े ही हूं...😄बक़वास 🌟ही होगी 🙌मेरी 📖शायरी कोई 🙈राहत या🅾️ गुलज़ार 🪐थोड़े हूं...




Woh keh ke gaya tha "soon milenge", Par waqt ne uske lafz bhi le liye. Adhura Ishq tha humara, Jo khwabon tak mein poora na ho paya 


Kuch baatein adhuri reh gayi,Kuch khwahishein ruk si gayi...Love toh tha usmein, Bas “forever” likhna bhool gayi 💔





Tere bina life toh chalti hai, Par dil kahaan maanta hai... Adhura sa lagta hai sab kuch, Jaise story ka end reh gaya ho pending




Tum aaye the zindagi mein ek kahani banke, Par chale gaye adhura afsana banke... Love incomplete hai ab bhi, Bas yaadein hain proof ke taur pe 💭




Dil chahta hai phir se milu tumse, Ek baar nahi, hazaar baar.Par destiny ne likha tha, Hum sirf ek dusre ke Adhure pyaar 💔






 Bewafai shayari post 

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.